Google Chrome Keyboard Short Cut Key List
Friends aap internet browser google chrome ka use jarur karte honge, lekin kya aapko pata hain google chrome ko use karne ki kuch short cut key bhi hain jiske use se google chrome par work karna or bhi aasaan ho jata hain toh aaiye jaante hain google chrome ki short cut key ke baare me. Yaha click karke Facebook short cut key jaane sakte hain.
Short Cut Key Kya Hoti Hain Iska Use Kaise Karte Hain
Short cut key ke baare me jo nahi jaante hain unhe google chrome ke har options ko open karne ke liye mouse curser se click karke open karna padta hain. jabki jo short cut key ke baare me jaante hain wo direct hi key board se ek fix code press karte hain or jo options open karna hota hain wo direct hi option open ho jata hain.
Latest List Of Google Chrome Keyboard Short Cut Key
Short Cut Key Use Of This Short Cut Key
Ctrl+N New window open karne ke liye
Ctrl+T New tab open karne ke liye
Ctrl+Shift+N New tab other window me open karne ke liye
Ctrl+O Computer se file browser me open karne ke liye
Ctrl+Shift+T Just close ki gyi tab ko vaapas open karne ke liye
Ctrl+1 Tab ko number 1 position par lane ke liye
Ctrl+9 Sabhi close tab ko open karne ke liye
Back space Pichle page par jane ke liye
Alt+F Chrome menu open karne ke liye
Ctrl+Shift+B Page bookmark karne ke liye
Ctrl+H Chrome browser history open karne ke liye
Ctrl+J Download page open karne ke liye
Shift+Esc Task manager open karne ke liye
Ctrl+Shift+J Devloper tool open karne ke liye
Ctrl+Shift+Delete Clear browsing data dialog open karne ke liye
Ctrl+Shift+M Multiple user open karne ke liye
Ctrl+P Page ko print karne ke liye
Ctrl+S Page ko computer me save karne ke liye
Ctrl+R Page reload kane ke liye
Esc Page loading cancle karne ke liye
Ctrl+F Find bar open karne ke liye
Ctrl+U Page source open karne ke liye
Ctrl+Q Google chrome se baahar aane quite karne ke liye
Ye Bhi Jarur Padhe -
Android Se Computer Me Internet Kaise Chalaye Tips In Hindi
BitCoin Kya Hota Hain Bitcoin Ka Use Kaise Karte Hain Full Details In Hindi
Facebook Fan Page Kaise Banaye Full Details In Hindi 2016
Computer Me Bina Software Ki Help Se Screen Shot Kaise Le Tips In Hindi
Blog Blogger Blogging Blogspot Ki Full Details Hindi Me
Blogger Blog Par Blogging Kaise Kare Full Details In Hindi
Did you think about choosing the ultimate Bitcoin exchange company - YoBit.
ReplyDeleteOn Bonus Bitcoin you can recieve free satoshis. Up to 5,000 satoshis every 15 minutes.
ReplyDelete